1. Home
  2. Sonu Nigam
  3. Mor Driver Saiya

Mor Driver Saiya

Sakshi, Sonu Nigam

Lut gaya ikraar mein Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayin Sajde mein yeh aankhein jhuk gayin Teri ibadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya ikraar mein Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke Aise bitaata hoon main Tere khayalon mein, apne sawaalon mein Uljha sa jata hoon main Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke Aise bitaata hoon main Tere khayalon mein, apne sawaalon mein Uljha sa jata hoon main Ho ladte ladte aankhein lad gayin Dil ki baatein aage badh gayin Thodi shararat ho gayi Allah maaf kare Meri to sudh-budh kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Mana zamana yeh deta hai tana yeh Thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon Ab to tumhara hoon main Mana zamana yeh deta hai tana yeh Thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon Ab to tumhara hoon main Ho aate jaate dekhoon tujhko Jaane hua hai yeh kya mujhko Sabse baghawat ho gayi Allah maaf kare Saari sharafat kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere tu lut gaya Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere tu lut gaya --- Mor Driver Saiya - Sonu Nigam

Share it


https://onlyrics.co/en/sonu-nigam/mor-driver-saiya?lang=ha

Submitted on April 15, 2026 by Anonymous

Comments

You need to be logged in to write a comment. Please login or register to continue.
Sonu Nigam
The best of
Sonu Nigam

Release Name or Album Name

Maja Mar Li

Record Label

Angle Music Video Pvt.Ltd.

Release Date

February 10, 2023

Language

language Unknown

Artists In This Song

• Sonu Nigam • Sakshi

Spotify

Listen song in spotify service

Words

Most Popular Words in Songs

gayin tujhse gaya tauba gayi tere qayamat main hoon allah mein maaf kare mohabbat

Analysis

Analytics audio from this song