1. Inicio
  2. Darshan Raval
  3. Baarishon Mein

Baarishon Mein

Darshan Raval

itna sa bas ehsaan kar de kar dena chhoti moti galtiyon ko maaf itna sa bas ehsaan kar de tu jo hai naaraz meri saansein na chalein maan ja tu jeena yeh aasan kar de tu khol mere dil ko aur lele talaashi koyi bhi milega na tere siwa tere siwa teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? bhar ke rakhti hoon jebein main dil ki apni bol kitna tu maange udhar jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi bol kitna tu maangega pyaar baitha hai gussa teri naak pe aise thok diya tujhko maine chhod diya jaise mar ke bhi chhodun na tu manega kaise nikaal na zubaan se aise marne ki baat pyaar aisa karunga ke tu degi shabashi misaal main doonga apne pyar ki bada teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? ishq ko odh le sab hadein todd de aaj dono mil ke ik naye rishte ko jod de ishq ko odh le sab hadein todd de aaj dono mil ke ik naye rishte ko jod de tu bole naa mujhe kuchh aur main sunti rahun aise pyar karte karte duniya ko chhod doon teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? --- Baarishon Mein - Darshan Raval

Compartir


https://onlyrics.co/es/darshan-raval/baarishon-mein?lang=ha

Enviado el 13 de abril de 2026 Por Anonymous

Comentarios

You need to be logged in to write a comment. Please login or register to continue.
Darshan Raval
Lo mejor de
Darshan Raval

Nombre Lanzamiento o Álbum

Hits Of Darshan Raval (Blue Family)

Record Label

Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Fecha de Lanzamiento

5 de junio de 2023

Idioma

language Unknown

Spotify

Escuchar en spotify

Palabras

Palabras más usadas en esta canción

tujhe meri mein aankhon dikhta pyaar mujhe teri main aise

Análisis

Análisis de la canción