1. Inicio
  2. Fiddlecraft
  3. Zindagi

Zindagi

Fiddlecraft

Pechida uljhi si ek kahani hai Gum mein Woh bheegi par phir muskurati kabhi koi aata kabhi koi jata hai Na jaane kitne karze yeh chukata kabhi bolti hai yeh kabhi chupapti hai hazaaron khwayishein yeh roz jalati Kabhi chalte chalte yeh bhatkati Kabhi bhatke ko yeh rah dikhati khuda ki koi lo hai jo jalti hi jati hai zindagi yuh hai ke chalti hi jaati (zindagi yu hai ke chalti hi jaati hai)x4 agle right se thoda aage jaake left lele dekhna life udharich palti maregi kabhi lamhon ki yeh chuskiyan lagati kabhi gaane kabhi siskiyaan sunaati aati samajh, badi der se aati hai seedhi likhi hai par buddhu banati khaali lifafa, kabhi poori chithhi Kabhi poora ghar ka bhi man maar mitti kabhi khud se mann mein yeh ram basati kabhi aayine mein yeh raavan dikhati khuda ki koi lo hai jo jalti hi jati hai zindagi yuh hai ke chalti hi jaati (zindagi yu hai ke chalti hi jaati hai)x4 kabhi jaise peeri, kabhi yeh jawaani yeh maut toh sabhi ko hai aani rangon ki titli hatheli pe lani hai zindagi id ke jaise manani zindagi id ke jaise manani zindagi id ke jaise manani zindagi id ke jaise manani zindagi id ke jaise manani hai kabhi amma chhat pe kairi sukhati hai jitni purani ho utni suhati iska na dharam na koi bhi jaati hai saansien hai diya dhadkan iski baati gham ghar chodh ke jab chala jata tabhi yeh kushi tujhpe haq jataati khuda ki koi lo hai jo jalti hi haati zindagi yuh hai ke chalti hi jaati (zindagi yu hai ke chalti hi jaati hai)x4 zindagi yu hai ke chalti hi jaati zindagi yun hai ke chalti hi jaati zindagi yun hai ke chalti hi jaati zindagi yun hai ke chalti hi jaati hai

Compartir


https://onlyrics.co/es/fiddlecraft/zindagi?lang=hi

Enviado el 23 de noviembre de 2022 Por Anonymous

Comentarios

You need to be logged in to write a comment. Please login or register to continue.
Fiddlecraft
Lo mejor de
Fiddlecraft

Nombre Lanzamiento o Álbum

Hawai Jahaaz

Record Label

Songdew

Fecha de Lanzamiento

6 de junio de 2018

Idioma

language Hindi

Spotify

Escuchar en spotify

Palabras

Palabras más usadas en esta canción

chalti jaise haix4 mein jaati jalti kabhi manani zindagi khuda

Análisis

Análisis de la canción