1. Inicio
  2. Kashmir
  3. Ayi Bahaar

Ayi Bahaar

Kashmir

Dil k raston pe chal k Seekha jo kuch tha humne Itni sadiyon se lekin Phir bhi hum tou na samajh thay Kuch keh gaye thay hum se Kuch ker gaye thay jo kuch Reh gaya dil bechara Nazuk aur hasaas pehlu pe Aye jo tum  Ayi bahaar Rukne hazaaron saal Zindagi k rang badal gaye Saari dunya k ghum bhi mit gaye Kuch na kaha bus le gaye wahan Jahan khushiyan basi theen Taaron se bhari raatein kati theen Kahaani mukhtasar si Ayi thi kuch abr si Barsi thi jo yeh hum pe rehmat ki pehli barish ki targah Sochun pehle kidher they Kitne hi din guzar gaye They to tum bhi adhurey Bey maine kuch lafzon ki trha Aye jo tum  Ayi bahaar Rukne hazaaron saal Zindagi k rang badal gaye Saari dunya k ghum bhi mit gaye Kuch na kaha bus le gaye wahan Jahan khushiyan basi theen Taaron se bhari raatein kati theen

Compartir


※ Letrista

Bilal Ali, Zahid Qureshi

https://onlyrics.co/es/kashmir-fw51k/ayi-bahaar?lang=hi

Enviado el 17 de octubre de 2022 Por Anonymous

Comentarios

You need to be logged in to write a comment. Please login or register to continue.
Kashmir
Lo mejor de
Kashmir

Nombre Lanzamiento o Álbum

Ayi Bahaar

Fecha de Lanzamiento

1 de octubre de 2021

Idioma

language Hindi

Spotify

Escuchar en spotify

Palabras

Palabras más usadas en esta canción

kuch gaye theen