1. Inicio
  2. Sonu Nigam
  3. Jab Jagahe Par Jata Ho

Jab Jagahe Par Jata Ho

Sakshi, Sonu Nigam

Lut gaya ikraar mein Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayin Sajde mein yeh aankhein jhuk gayin Teri ibadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya ikraar mein Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke Aise bitaata hoon main Tere khayalon mein, apne sawaalon mein Uljha sa jata hoon main Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke Aise bitaata hoon main Tere khayalon mein, apne sawaalon mein Uljha sa jata hoon main Ho ladte ladte aankhein lad gayin Dil ki baatein aage badh gayin Thodi shararat ho gayi Allah maaf kare Meri to sudh-budh kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Mana zamana yeh deta hai tana yeh Thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon Ab to tumhara hoon main Mana zamana yeh deta hai tana yeh Thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon Ab to tumhara hoon main Ho aate jaate dekhoon tujhko Jaane hua hai yeh kya mujhko Sabse baghawat ho gayi Allah maaf kare Saari sharafat kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere tu lut gaya Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere tu lut gaya --- Jab Jagahe Par Jata Ho - Sonu Nigam

Compartir


https://onlyrics.co/es/sonu-nigam/jab-jagahe-par-jata-ho?lang=ha

Enviado el 15 de abril de 2026 Por Anonymous

Comentarios

You need to be logged in to write a comment. Please login or register to continue.
Sonu Nigam
Lo mejor de
Sonu Nigam

Nombre Lanzamiento o Álbum

Maja Mar Li

Record Label

Angle Music Video Pvt.Ltd.

Fecha de Lanzamiento

10 de febrero de 2023

Idioma

language Unknown

Artistas en esta canción

• Sonu Nigam • Sakshi

Spotify

Escuchar en spotify

Palabras

Palabras más usadas en esta canción

gaya gayi mein mohabbat hoon qayamat tujhse jata kare allah maaf tere gayin main tauba

Análisis

Análisis de la canción